5/12/25

Do munhe Bal kaise nikale

Hello friends 

Aaj main aapko Ghar per hi do munhe balon ya kah sakte hain ki damage hue Bal ko nikalna bataungi.  Kai bar aisa hota hai ki hamare Bal bahut hi ruke ruke Ho jaate Hain aur bejan dikhai dete Hain uska treatment Ham parlour per jakar bhi karva sakte hain lekin parlour to bahut adhik kharch ho jata hai jo log parlour per nahin Jana chahte mein unhen is post ke jarie bata rahi hun ghar per hi Apne balon ka treatment kaise kar sakte hain 


Do mujhe Bal kaise hataye 


Do muhe ya  damage balon ko hatane ke liye kya karna hai aaj main aapko step bye step bataungi jisse aapke Bal khubsurat Ho jaenge aur unhen Jaan a jayegi 
Sabse pahle Apne balon Ko acche se kanghi kar len yani jivan mein Koi uljhan Na Rahe balon ko acchi tarah Se suljha  le 

 balon ko divide karke chhoti chhoti layer banaa le aur ek ek layer ko twist twist Karen jab aap balon ki layer ko twist karenge to Jo do munh band honge vah upar a jaenge unhen ek chhoti kainchi se upar se Kat De taki vah damage Bal jo ki bejan Ho chuke hain vah kainchi dwara Kat De Ho jaate Hain to Bal bich mein se cut jaate Hain aur do hisse Ho jaate Hain Bal ke isliye niche Jo balon ke sire do munh wale Bal kainchi se kat de is tarah Se  do munh ya damage hue Bal nikal jaenge 
Uske bad aapko balon ka treatment karna hai balon ka treatment kis tarah Kiya jata Hai yah main aapko batati hun balon ka treatment karne ke liye sabse pahle koi bhi oil Le Le jaise ki badam ka oil ya jaitun oil koi bhi oil yani ki Tel le le use Tel ko halka garam Karen aur balon ke jadon mein acche se masaj Karen aur kuchh Tel Apne balon mein Hi lagaen aur balon ke siron mein bhi acche se Tel lagaen isase aapke scalp ko aaram milega balon ki jade majbut hongi aur Bal Sundar aur swasth rahenge o link karne ke bad thoda Pani garm Karen aur ek to liya re aur use garm Pani mein dal de aur kuchh samay Tak garm Pani mein tole ko pade Rahane De taki to liya Pani sokh Le halke hathon se to liye ko nichodate hue Bahar nikal le aur steam wale towel mein Apne balon Ko acche se lapet len aur kuchh der tak chhod Den kam se kam aadha ghanta Apne balon Ko steam kare  is tarah Se aapke Bal steam Ho jaenge aur bolo mein jo Tel ki masaj Hui Hai vah oil bhi aapke balo ke jadon mein acche se lag  jaega aur aadha ghanta balon ko steam karne ke bad balon ko acche shampoo se bhole aur condition vagaira lagakar balon ko acche se samjha Le is tarah Se aapke Bal damage nikal jayegi aur Bal swasthya aur Sundar lagenge is sharab Bina parlour jaaye Apne balon ko ghar per hi treatment kar sakte hain yah prakriya balon ke liye bahut hi upyogi hoti hai Jaise Ham Apne Ghar per hi rahakar Bina kuchh Paisa kharch kiye Apne balon ka treatment kar sakte hain aur balon Ka rukhapan dur kar sakte hain kar sakte hain is prakriya se balon ka rukhapan to dur hota hai yah aur sir ko bhi bahut aaram milta Hai 

Savdhaniya

 
1. Dhyan Rahe ki towel jyada garam nahin hona chahie aur towel ko utna hi garm rakhen jo aapke Bal sahan kar sake aur balon Ko Koi nuksan Na pahunche 

2. Jo bhi tedha aap sir mein lagane ke liye hi use kar rahe hain vah bhi itna garm hona chahie ki balon ki Jude humko bardasht kar sake Tel adhik garm nahin hona chahie Tel sirf gunguna  garam yani ki halka garam hi rakhen kyunki jyada garm Tel se bahar Ho jadon ko nuksan pahunch sakta hai .
Aaj Maine aapki post ki jarurat hai ki aap ghar per hi do munhe Bal yani ki damage hue balon ko kaise theek kar sakte hain agar aapko post pasand Aaye to like aur comment jarur Karen aur subscribe bhi Karen




More useful information

Do munhe Bal kaise nikale

Hello friends  Aaj main aapko Ghar per hi do munhe balon ya kah sakte hain ki damage hue Bal ko nikalna bataungi.  Kai bar aisa hota hai ki ...